Posts

Showing posts with the label #History of Tajmahal

SHAHJAHAN KA TAJMAHAL

Image
Tajmahal 7 va ajooba mein se ek hai.  ko dekhne ke liye Puri duniya se log aate Hain. Jo Taj Mahal ham dekhte wah Taj ka pichla hissa hai. Jo Shahjahan ke ke jamane mein asali gate Yamuna nadi ke pass Sahi darvaja hai. Nadi ke pass hi mukhya darvaja chuna tha. Badshah aur uske shainik usi rashte naw me baitkar jaya karte the Nadi ke kinare ek chutra tha. Nadi badti gai or wah chutra nasht ho gya Badshah usi rashte apne mahemano ko bhi Taj laya karta tha .. Kaha jata hai ki Shahjahan ne majduro ka hath katva diye the. Lekin yah baat afva jaisi lagti hai itihash me iska koi jikar nh hai. Bahut itihashkar yah mante hai ki Shahjahan majduro ko jindgi bhar ki kamai dekar Unse ekrarnama likhvaya tha Ki wah aaisi koi dushri imarat nh banvayenge ..   Aab ko bata de ki tajmahal ka charo minar shidha nh khata hai Balki bahar ki aor jhuki hui hai Aur unhe aaisa hi banaya gya tha Taki koi aapda ya bhukamp aaye to wah imarat par na gire bhahar ki taraf hi gire. Aap ...