KAUN THA ERTUGRUL GAZI JISKA SERIAL DEKHKAR PURI DUNIYA DEEWANI HO GAI HAI
Aap ko pta hoga ek series bahat famous hua hai jise puri duniya me pasand kiya gya DIRILIS .. isme ERTUGRUL gaji ka character kafi log pasand kar rhe the ..to chaliye jante hai ertugrul gaji Ke bare me unka hukumat 600 saal se bhi jayada chala jise aaj ham OTTOMAN EMPIRE ke naam se jante hai. Is series kai desh me Bann kar diya. Jaha puri duniya me Islam failane me Khalifa ka haath rha hai. Islam ko failane me char Khalifa mukh rup se jane jate hai. (1) Abubakar Siddique (2) Umar Faruk (3) Usman Gani (4) Mola Ali Jab charo Khalifa duniya se parta farmagye To unke bad musalman bahut pareshan rahne lge Aur Islam ko logo ki malumat nh thi ertugrul gaji ki kom ki wajah se duniya me Islam ka parcham ka Niv rakha gya .unhi ki wajah se duniya me Islam Dharm ko jana gya . Use samay alag alag kabile ke alag alag Raja hua karte the. Aise samay Changej khan ka bhi naam Gujra jo Mangolo ka Raja tha vah bahut hi krur shasak tha uski shena Jaha bhi jaat...